
Life Changing Stories in Hindi
Hello Dosto Kaise Ho Aap Sab? Mujhe Pura ummed hai ki aap sab thik honge aur apna jiwan khusi se ji rhe honge.aaj is post me hum aapko Life Changing Stories in Hindi aapko sath share karunga aur mujhe pura ummid hai ki aapko yah bahut pasand aayegi.
Life Changing Stories in Hindi
Let’s Start Story :
Ek baar ki baat hai ek bahut hi bda rich aadmi business karne ke liye videsh jata tha, uske pass bahut hi bda jahaj tha jisme wah apne saman laadkar vidhesh leke jaya karta tha .
ek baar videsh yatra ke dauraan uska jahaj kharab ho gya | jahaj me kai maikanik the ,ve sabhi injan ki marammat karne me lag gye bahut samay beet gya tha lekin jahaj start nahi hua ab saare maikanik thak kar haar maan chuke the tabhi vha se ek budha aadmi gujra jo pahle kabhi jwan me jahajo ka repairing kiya karta tha.
Us Rich aadmi ne usse jahaj thik karne ki vinti ki | us budhe aadmi ne apne kandhe pe ek bda sa jhola latkaya hua tha jisme uske saare aujaar the | ab usne jhole se ek hathauda nikala aur jahaj ke pass gya.
wah ghanto injan ke uppar niche dekhta rha aur use check rha lekin kuch nahi | saare log use murkh samjhane lage ki kitni der ho gai aur ye murkh bus injan ko dekhe ja rha hai.
bahut der baad budhe ko kuch samjh me aaya aur usne injan ke ek purje par halke se hatauda mara aur injan start ho gya | saare log khusi khusi vha se chal diye.
ek hafte baad us rich aadmi ko 10,000 Rupay ka budhe aadmi ki taraf se ek bill mila jab us rich aadmi ne us bill ko dekha to wah gussa hua aur bola budhe ne jyada kuch bhi nahi kiya tha aur itna bda bill bna ke bhej diya |
us rich aadmi ne budhe aadmi ko ek sandesh beja ki mujhe kaam ke anusaar ye bill samjhao..
budhe aadmi ne bill bheja jisme likha hua tha :-
Injan pe Chhot maarne ke -2 Rs
Aur Chot Sahi Jagah maarne ke liye 9998 Rs
To Dosto yahi baar hmare jiwan par bhi laagu hoti hai ,i koi bhi kaam kana tabhi safal hai jab vah thang se sahi jagah kiya jaaye | Hamme se bahut saare log roj bina kuch soche samjhe bhag dad me jindgi nikaal rhe hai apni | lekin sahi avsar , sahi samay ya sahi dikh pahchan nahi paate hai kaary to koi bhi kar sakta hai lekin sahi tarike se kiya hua kary safal hota hai |
इन्हें पढना न भूले 🙂
- 20 Motivational Quotes in Hindi
- Student Powerful Motivational Quotes in Hindi || Top 15 Motivational Hindi Shyari
- Steve Jobs Biography | Apple Success Story in Hindi | Motivational Story
- Motivational Story in Hindi 2018 (Updated)
- Dell Computers Success Story in Hindi | Founder Michael Dell Biography
People Also Search this
life changing stories in hindi pdf
life changing short stories in hindi
real life inspirational short stories in hindi
happy life story in hindi
my life story in hindi
real life inspirational stories in hindi
life changing stories in english
inspirational story in hindi language